|
|
Songs Title
|
Film/Album
|
Duration
|
Song Number
|
|
|
|
Aise To Na Dekho Ki
|
aise to na dekho ke behak jaayen kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum angdaayi si leti hai jo khushboo bhari zulfen khushboo bhari zulfen girti hai tere surkh labon par teri zulfen labon par teri zulfen zulfen na teri choom len zulfen na teri choom len ae maahzabin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum aahaaa haaaaa hmmmm hmmm sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai nasha chhaane laga hai khud apne pe bhi pyaar sa kuchh aane laga hai aane laga hai rakhna hai kahin paanv to rakhna hai kahin paanv to rakhte hain kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum bheega sa jo hai naaz ye halka sa paseena ye halka sa paseena ye naachti aankhon ke bhanvar dil ka safeena dil ka safeena socha hai ke ab doob ke socha hai ke ab doob ke reh jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar
Bheegi Raat (1965)
|
04:32
|
39731
|
|
|
|
Duration : 04:32 Song Number : 39731
|
|
|
Aise Toote Taar Ke Mere Geet Adhure
|
hmmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aisa toota dil ke tukde aansoon ban kar beh gaye aansoon ban kar beh gaye pyaar ki ek tasveer bana ke kismat ne khud thukraa di kismat ne khud thukraa di aansoo dekar inn nainon ko mujhko de di barbaadi mujhko de di barbaadi hoooooo oooooo ik din ye hi hona tha ye aansoon beh kar keh gaye aansoon beh kar keh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye koi jab ye geet sunegaa pyaar ka phir wo naam naa lega pyaar ka phir wo naam naa lega pyaar kiya to yun hi jalega tadpega aur royegaa tadpega aur royegaa hooooo ooooooo hum to hain pathar ke insaan hum to ye dukh seh gaye hum to ye dukh seh gaye hoooo oooooo hoooo ooooo aise toote taar ke mere geet adhure reh gaye geet adhure reh gaye ho reh gaye ho reh
Gawaiya (1954)
|
03:20
|
15595
|
|
|
|
Duration : 03:20 Song Number : 15595
|
|
|
Aisi Deewangi
|
aisi deewangi hm hmm hm hm hmm hm dekhi nahin kahin hmm hm hmm hmm hm hmm maine iss liye aisi deewangi dekhi nahin kahin maine iss liye jaane jaana deewana tera naam rakh diya tera naam rakh diya haan naam rakh diya tera naam rakh diya mera naseeb hai jo mere yaar ne haske pyaar se bekhudi mein deewana mera naam rakh diya mera naam rakh diya haan naam rakh diya mera naam rakh diya tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya tune pehli nazar mein sanam mere dil ko churaaya hui duniya se paraayi tujhe apna banaaya bina dekhe tujhe ab na aaye qaraar har ghadi hai mujhe ab tera intezaar aisi deewangi dekhi nahin kahin maine iss liye jaane jaana deewana tera naam rakh diya tera naam rakh diya haan naam rakh diya tera naam rakh diya teri chaahat ki chaandani meri aankhon mein bas gayi teri chaahat ki chaandani meri aankhon mein bas gayi ye khushboo tere jism ki meri saanson mein bas gayi tu meri aarzoo tu hai meri wafaa zindagi mein kabhi ab na honge judaa aisi
Deewana (1992)
|
06:56
|
18707
|
|
|
|
Duration : 06:56 Song Number : 18707
|
|
|
Aisi Haseen Chaandani
|
aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi shaamil hai iss mein aapke shaamil hai iss mein aapke chehre kaa noor bhiiii aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi zulfen hain yaa ghataaon ki parchhaaiyaan si hain zulfen hain yaa ghataaon ki parchhaaiyaan si hain aankhon mein neeli jheel ki gehraaiyaan si hain lab hain kali gulaab ki rukhsaar champai lab hain kali gulaab ki rukhsaar champai aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi kije mera khayaal aji kuchh to sochiyeee kije mera khayaal aji kuchh to sochiyeee apni nighaah apne tabassum ko rokiyeeee had se guzarti jaaye hai deewangi meri had se guzarti jaaye hai deewangi meri aisi haseen chaandani pehle kabhi naa thi tanhaaiyon ka pyaar se daaman sajaaiyeee tanhaaiyon ka pyaar se daaman sajaaiyeee tadpaa liya sataa liya ab aa bhi jaaiye kab se hai intezaar mein baahen khuli huyi kab se hai intezaar mein kab se hai intezaar mein baahen khuli huyiii aisi haseen chaandani pehle
Dard (1981)
|
05:46
|
20122
|
|
|
|
Duration : 05:46 Song Number : 20122
|
|
|
Aisi Koi Baat
|
hooo aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se taaron bhari raat mein chalo pehle sun len kahe aasmaanon mein chanda kya chakori se aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se aisi koi baat honton pe meri saansein rukne lagi hain honton pe meri saansein rukne lagi hain sapnon se bojhal palkein jhukne lagi hain isi tarah neend aati hai kaliyon ko rut ke taraanon mein bahaaron ki lori se aisi koi baat jo kabhi na suni ho keh de mere kaanon mein chupke se chori se aisi koi baat kehte hain log kuchh phool nahin khilte kehte hain log kuchh phool nahin khilte aise jaise din aur raat nahin milte din aur raat yun milte hain chupke jaise khaliyaanon mein piya mile gori se taaron bhari raat mein chalo pehle sun len kahe aasmaanon mein chanda kya chakori se aisi koi baat main to chali aayi kiya tune ishara main to chali aayi kiya tune ishara hoga kya jo maine kabhi tujhko pukaara jab karun yaad main khincha
Maa (1976)
|
05:11
|
36380
|
|
|
|
Duration : 05:11 Song Number : 36380
|
|
|
Aisi Laagi Lagan
|
hai aankh wo hai aankh wo jo shyam ka darshan kiya kare hai aankh wo jo shyam ka darshan kiya kare hai sheesh jo prabhu charan mein vandan kiya kare bekaar wo mukh hai bekaar wo mukh hai jo rahe vyarth baaton mein bekaar wo mukh hai jo rahe vyarth baaton mein mukh wo hai jo hari naam ka sumiran kiya kare heere motiiiiiiiiiiiiiiiiiiii heere moti se nahin shobha hai haath ki hai haath jo bhagwaan ka pujan kiya kare marr kar bhi amar naam hai uss jeev ka jag mein prabhu prem mein balidaan jo jeevan kiya kare aisi laagi lagan aisi laagi lagan aisi laagi lagan aisi laagi lagan aisi laagi lagan meera ho gayi magan aisi laagi lagan meera ho gayi magan wo to gali gali hari gun gaane lagi aisi laagi lagan meera ho gayi magan aisi laagi lagan meera ho gayi magan wo to gali gali hari gun gaane lagi mehlon mein pali ban ke jogan chali mehlon mein pali ban ke jogan chali meera rani deewani kahaane lagi aisi laagi lagan meera ho gayi magan wo to gali gali hari gun gaane lagi
Anup Jalota
|
08:02
|
17897
|
|
|
|
Duration : 08:02 Song Number : 17897
|
|
|
Aisi Muhabbat Se Hum Baaz Aaye
|
aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten tasavvur mein tumse huyi kitni baaten guzaari bahut jaag kar hamne raaten kabhi hamne chhup chhup ke aansu bahaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya banaa kar tumhen apna kya hamne paaya khushi lut gayi chain dil ka ganvaaya bade ghum sahe aur bahut dukh uthaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye aisi muhabbat se hum baaz aaye jo dil ko jalaaye sataaye dukhaaye dil ko jalaaye sataaye dukhaaye
Nirala (1950)
|
03:12
|
37557
|
|
|
|
Duration : 03:12 Song Number : 37557
|
|
|
Aisi Rang De Piya
|
aisi rang de piyaa daag na lage kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi malmal ki hai meri choli re resham ka hai mera ghaghra ho ho ho ho ho ho hoho ho lut gaya koi mujhko dekh ke mar gaya koi ho ke baawra rang tera aur bhi aafat dhaayega ek pal mere ang se lag ja kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi ho ho ho ho aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi kayi bal khaun ek chaal pe tere galiyon mein aisi khoyi re ho ho ho ho ho ho ho ho ho padi kiske nazar ke haaye raam chubh gayi tan mein jaisi suyi re gori tum kya karo aur hum kya karen zulmi hoti hai dil ki lagi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi ho ho ho ho aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori
Babu (1985)
|
06:09
|
35893
|
|
|
|
Duration : 06:09 Song Number : 35893
|
|
|
Aisi Waisi Na Samajh
|
aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajanaa kante ya phool jo bhi chahe ismein daal de kante ya phool jo bhi chahe ismein daal de maine to zindagi ka daman bichha diya maine to zindagi ka daman bichha diya daman bichha diya abhi na tu samjhe mujhe apna haan mujhe apna haye mujhe apna aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajanaa is kadar tu ab dil ke karib hai is kadar tu ab dil ke karib hai lagta hai mere pyar ka tuhi naseeb hai naseeb hai maine jo kaha use yaad haan yaad zara yaad rakhna aisi waisi na samjh sajana aisi waisi na samjh sajana jaan de dungi ya jaan le lungi aisi waisi na samjh sajanaa
Jaani Dushman (1979)
|
05:01
|
32433
|
|
|
|
Duration : 05:01 Song Number : 32433
|
|
|
Aitbaar Nahin Karna
|
aitbaar nahin karna intezaar nahin karna aitbaar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna iqraar nahin karna jaan nisaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna manzile bhichad gayi raaste bhi kho gaye aaye phir na laut ke jo deewane ho gaye chaahton ki bebasi doorion ke gum mile beqraariya mili chain yaar kam mile beqraar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna koi to wafa kare koi to jafa kare kisko hai pata yaha kaun kya khata kare aisa na ho ishq mein koi dil ko tod de beech raah mein sanam tera saath chhod de izhaar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin karna aitbaar nahin karna intezaar nahin karna had se bhi zyada tum kisi se pyaar nahin
Qayamat (City Under Threat) (2003)
|
04:24
|
18612
|
|
|
|
Duration : 04:24 Song Number : 18612
|
|
|
Aiyigiri Nandini
|
aigiri nandini nandita medini vishwa vinodini nandinuteee irivara vindya shirodini vaasini vishnu vilasini vishnu nute bhagawati hesiti kanta kutumbini buri kutumbini buri krute jaya jaya he mahishasura martini ramyaka partini shaila sute ramyaka partini shaila sute ramyaka partini shaila sute sura vara varshini duddhara dharshini mammuka marshini harsharateee tribhuvana poshini shankara toshini kalmasha mochani ghora rate dhanuja niroshini dummada soshini dukkha nivarini sindhu sute jaya jaya he mahishasura martini ramyaka partini shaila sute aikyada dambaka damba vanappriya vasa vilasini vasarateee shikhari shiromani thumba himalaya trumba nijalaya madhyagate magu madhu remagu kaitaba bhanjani kaitaba bhanjanirakaratee jaya jaya he mahishasura martini ramyaka partini shaila sute ramyaka partini shaila sute ramyaka partini shaila sute ainija hmkruti matru nirakruti dhumra vilochani dhumra shikheee samara vishonita beeja samudbhava beejala tadhika beejalathe shiva
Nitya Poojalivigo
|
05:29
|
10277
|
|
|
|
Duration : 05:29 Song Number : 10277
|
|
|
Aiyo Rama
|
aiyo rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama hath se ye dil kho gaya mujhe baali umariyaa mein baali umariyaa mein kuchh ho gaya haye ayyio rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama hath se ye dil kho gaya mujhe baali umariyaa mein baali umariyaa mein kuchh ho gaya haye ayyio rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama hath se ye dil kho gaya koi muraliya madhur baja ke meethi meethi taan suna ke koi muraliya madhur baja ke meethi meethi taan suna ke mujhe baali umariyaa mein baali umariyaa mein kuchh kar gaya haye ayyio rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama hath se ye dil kho gaya laaj ka ghunghat khol gaya wo mann se mann ko tol gaya wo laaj ka ghunghat khol gaya wo mann se mann ko tol gaya wo mujhe baali umariyaa mein baali umariyaa mein kuchh kar gaya haye ayyio rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama hath se ye dil kho gaya mujhe baali umariyaa mein baali umariyaa mein kuchh ho gaya haye ayyio rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama hath se ye dil kho gaya aiyo rama
Falguni Pathak
|
04:46
|
18102
|
|
|
|
Duration : 04:46 Song Number : 18102
|
|
|
Aiyo Re Gaya Kaam Se
|
aiyo re main gaya gaya gaya kaam se aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawaani teri haye tooti kalai meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawaani teri haye haye haye tooti kalaayi meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na dekho dekho ji pehla milan hai apna ho chhodo chhodo ji naazuk badan hai apna hey dekho dekho ji pehla milan hai apna ho chhodo chhodo ji naazuk badan hai apna aaja zara dil behle are samjhi thi main to pehle heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na tauba jawani teri haye haye haye tooti kalaayi meri heyy aiyo re gaya kaam se tera deewana bahak gaya na lipta le zara pyaar se o jaanejaana machal gaya na main to jhoomunga teri pakad ke ungli ho baitho seedhe se tum to ho
Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
|
04:21
|
37855
|
|
|
|
Duration : 04:21 Song Number : 37855
|
|
|
Aj Sraboner Purnimate
|
aj shraboner purnimate ki enechhis bal bal aj shraboner purnimate hasir kanay kanay bhara hasir kanay kanay bhara nayoner jal o tui ki enechhis bal bal aj shraboner purnimate badol haoar dirghoshashe juthi bane bedon ase badol haoar dirghoshashe juthi bane bedon ase phul fotanor khelay keno phul jharanor chhal o tui ki enechhis bal bal aj shraboner purnimate ki abeshere chader chokhe ke re se kon sapon lukiye ago ki abeshere chader chokhe mon bose ray pather dhare janena se age pare mon bose ray pather dhare janena se age pare asa jaoar abhas bhase akashe chanchal o tui ki enechhis bal bal aj shraboner purnimate
Purba Dam
|
04:45
|
16184
|
|
|
|
Duration : 04:45 Song Number : 16184
|
|
|
Aja
|
Up on the hill, People never stare, They just don''t care, Chinese music under banyan trees Here at the dude ranch Above the sea, Aja, When all my dime dancin'' is through I run to you Up on the hill, They''ve got time to burn, There''s no return Double helix in the sky tonight Throw out the hardware, lets do it right, Aja, When all my dime dancin'' is through I run to you Up on the hill They think I''m OK Or so they say Chinese music always sets me free Angular banjoes Sound good to me Aja, When all my dime dancin'' is through I run to you
In the Style of Steely Dan
|
07:46
|
10931
|
|
|
|
Duration : 07:46 Song Number : 10931
|
|
|
Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal
|
ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota kabhi jaan sadke hoti kabhi dil nisaar hota na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein koi gair gair hota koi yaar yaar hota koi gair gair hota koi yaar yaar hota ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte agar apni zindagi ka humen aitbaar hota agar apni zindagi ka humen aitbaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota
Chitra Singh
|
04:42
|
37969
|
|
|
|
Duration : 04:42 Song Number : 37969
|
|
|
Ajab Hai Dastaan Teri Aye Zindagi
|
ajab hai dastaan teri aye zindagi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi tum aayi maa ki maamta liye to muskuraaye hum ke jaise phir se apne bachpan mein laut aaye hum tumhare pyaar ke tumhare pyaar ke isi aanchal tale phir se deepak jale phir se deepak jale dhala andhera jagi roshni ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi magar bada hi sang dil hai ye maalik tera jahaan yahaan maa beton pe bhi log uthaate hain ungaliyaan kali ye pyaar ki kali ye pyaar ki julas ke reh gayi har taraf aag thi her taraf aag thi hansane aayi thi rulaa kar chali ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi
Shararat (1959)
|
03:18
|
16320
|
|
|
|
Duration : 03:18 Song Number : 16320
|
|
|
Ajab Hai Maalik Tera Jahaan
|
ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan aag lage nahin uthe dhuwaan chiraag kahaan roshni kahaan chaand se dekha door chakora chaand se dekha door chakora dharti door gagan se aankh se door hain aankh ka tara bichhda phool chaman se ye kaisa dastoor yahaan ye kaisa dastoor yahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara aaj usi ke mann mein chhaya kyun ghum ka andhiyara aayin bahaaren le ke khizaan aayin bahaaren le ke khizaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan
Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)
|
04:28
|
14700
|
|
|
|
Duration : 04:28 Song Number : 14700
|
|
|
Ajab Hai Ye Duniya
|
ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan koi apni daulat pe itra raha hai koi apni daulat pe itra raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai na jane ye kahan se aaaaa na jane ye kahan se hawayein chali hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan badal ke yahan bhes kitne hi baithe badal ke yahan bhes kitne hi baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe yahaan hosh ka naam aaaaa yahaan hosh ka naam deewangi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan yahan de na koi sahara kisi ko yahan de na koi sahara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat ka matlab haaaan mohabbat ka matlab faqat dil lagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai
Naya Aadmi (1956)
|
03:40
|
36732
|
|
|
|
Duration : 03:40 Song Number : 36732
|
|
|
Ajeeb Dastaan Hai Ye
|
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum
Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
|
05:37
|
20125
|
|
|
|
Duration : 05:37 Song Number : 20125
|